अहमदाबाद विस्फोटों पर अपनी राय जाहिर करें...
28-07-08 (01:15 PM)
Rakesh Kumar Gupta
यह एक दुर्भाग्यपूर्ण घटना है, जिसके लिये हम सभी दोषी हैं ! हमारे नेतागण दूरदर्शी सोच एवम राजनीतिक इच्छाशक्ति के अभाव में आतंकवाद की समस्या को हल न करने के लिये दोषी है, जबकि हम लोग जागरूकता एवम सतर्कता के अभाव के लिये दोषी हैं !
Reply Report Abuse  
28-07-08 (08:59 AM)
Ranjan
TISTA SITALWAD, Tum kaha ho, kya ye marane wale manav nahi hai, ab tumhara koi bayan nahi ?, Agar Gujrat Sarkar aise atanwadiyo ko marane lagegi to tumhari jan par ban aayegi, Kya tum visfot ka samarthan karti ho ? Apne aap ko Manav Adhikar Karykarta batane wali , kya tum Atankwadiyo ka samarthan Nahi kar rahi ho ? Mujhe tumhara jawab chahiye, Sankat ke samay tum Gayab ho jati ho, Aur Jab Atanwadiyo par Sanat aata hai, Hajir ho jati ho, Wah re Deshbhakt aur tumhare samarthan me kahde rahne wale, Thooo hai tumhair soch par.
Reply Report Abuse  
27-07-08 (10:07 PM)
Shakuntala Nenava
Bharat me badhta aatankwad ab chinta ka vishay ban gaya hai. ise jadh se kaise mita sakte hain is par bahas honi chahiye.rajneta ek doosre par aarop-pratyarop lagane ke bajay sahyogatmak our sakaratmak kadam uthane par vichar karen. sarkar apne sarkari tantra ko sudhare jisme bhristachar ka jang lag gaya hai use mitane ke liye nitiya banay our thos upay kare.keval vaktavyon se kaam nahi chal sakta. jab tak sarkar jansahyog se aatankwad ke khilaf kadhi karvahi nahi karegi tab tak is par kaaboo pana mushkil bhara hi sabit hoga. Badhti aatankwadi gatividhiyon se failti dahshat va jan-mal ki hani ko maddhenajar rakhta huve sarkar ko sakht se sakht kadam uthana chahiye.
Reply Report Abuse  
27-07-08 (10:04 PM)
Shakuntala Nenava
Bharat me badhta aatankwad ab chinta ka vishay ban gaya hai. ise jadh se kaise mita sakte hain is par bahas honi chahiye.rajneta ek doosre par aarop-pratyarop lagane ke bajay sahyogatmak our sakaratmak kadam uthane par vichar karen. sarkar apne sarkari tantra ko sudhare jisme bhristachar ka jang lag gaya hai use mitane ke liye nitiya banay our thos upay kare.keval vaktavyon se kaam nahi chal sakta. jab tak sarkar jansahyog se aatankwad ke khilaf kadhi karvahi nahi karegi tab tak is par kaaboo pana mushkil bhara hi sabit hoga.
Reply Report Abuse  
27-07-08 (08:11 PM)
Ranjan
सुन le Rajiv, Visfot me tere bap SIMI ka nam samne aaya hai, Ab aage se soch samajh ke bat karna
Reply Report Abuse  
आप अभी 1-5 संदेश (कुल 45 संदेश) देख रहे हैं
पृष्ठ «12345»