आप क्या परिवर्तन चाहते हैं खुद में, दूसरों में, समाज में देश में?
12-06-08 (08:56 PM)
ashwani
शैफाली, आप का ब्लोग आपकी सम्वेदना दर्शाता है, परिवर्तन का प्रयास हम भी अपनी साइट www.bestoutofyou.com के माध्यम से कर रहे है, आपकी feeback अपेक्षित है, सस्नेह ashwani
Reply Report Abuse  
23-04-08 (03:52 PM)
P.K.Jain
R/Sir, "EK VICHAR” hamare desh KI KISMAT BADAL SAKTA HAI" So, I request to kindly read it. KINDLY GIVE YOUR CONTRIBUTION TO STOP POVERTY OF OUR COUNTRY In today’s busy life a voice is coming from everywhere ie ‘THRIFTNESS’. I am a man of having a habit of saving small amount of money in small Saving Schemes and due to this my name is entered in Limca Book Of Records in the year of 1997 & 2000. Because of my this habit I have earned few profit & now it is my desire that some other people of society could also be profited. If in our country only 1% of the population on their respective birthday’s Could open one Recurring deposit account with an amount of Rs 50/-in Their nearest post offices for the duration of 60 Months. They should open an another account on their next coming birthday .After the completion of 60 Months they will get a MATURITY VALUE on the 61th month. On the other hand every month governmen
Reply Report Abuse  
02-04-08 (11:26 AM)
[-]  kuljeet bhargav
mere vichar se jaisi insaan ki soch hoti hai vaisa hi vah karm karta hai aur uska behaviour bhi vaisa hi ho jata hai, isliye positive vichar rakhkar hi hum samaj main parivartan la sakte hai
Reply Report Abuse  
07-04-08 (12:43 PM)
[-] deepak
kuljeet ji aap ki kis positive vichar ki baat kar rahen hai? aise positive vichark jo sirf apne hi liye positive hon aur dussro ke liye negative ya neutral.
Reply Report Abuse 
02-05-08 (12:47 PM)
kuljeet bhargav
deepak ji, main general attitude ke baat kar rahi hu, maine suna hai aur pada bhi hai aur apne jeevan main ise lagoo bhi kiya hai ki kisi bhi bat ko hum jis najariye se dekhte hai, vo waise hi dekhai deti hai, isliye generally positive attitude lekar subko chalna chahiye, muje yaad hai apne bacpan ki ghatna, maine apni friend ko chai offer hi, usne nahi pee to mere sub ghar walo ne usse kaha ki pe lo kali nahi ho jaogi, vo chai phekar chali gai, aur hamari dosti khatam ho gai, tub main choti thi, ab samaj main aata hai, us samay laga ki kitni badtmij hai, apne bado se kaisa behave kar rahi hai, lekin ab lagta hai ki shayad uska mood na thik ho, vo shayad mujse kuch share karne aaye thi, vo kisi pareshani main thi, muje us saheli ki bahut yaad ati hai, lekin kya karu, vo kaha hai pata nahi, hamare desh main kai samsyae hai, unko bhi solve karne main positive attitude aur jagrukta ki jaroorat hai, t.v. per add aat hai na, ki aap ki kya qualificatin hai, akhir desh ko chalane ko job le r
12-03-08 (07:35 PM)
Chadnra Mohan Singh
Shri Ganeshay Namh: CHANDRA MOHAN SINGH (B.C.A) 12/03/2008 HA mai to bilkul parivartan chahta hoo kyonki hamare samaj ka hi parivartan hamare gav our desh ka parivartan hai. sabse pahle hamko apne disto, father's , friend's fathers, all young boys and girls ke sath milkar samaj me aek dusro ke liya unnatti and Educatin ke bare me dhyan dena hoga tabhi hamara desh our gav parivartan hoga. yadi hamko desh me parivartan lana hoga to dusro ko bhi Apna bhai our sister ke saman samjhna hoga isse apne aap me atmvishvash bdhega our sangthit samaj ka nirman hoga. Sabse pahle samaj ke har person ko samaj ki buraiyo ko door karne ke liya aage aana hoga tabhi hame ak saf suthra SAMAJ bna sakte hai our buraiyo ki door kar sakte hai. parivartan lane ke liya sabse pahle har person ko apne me sahyog ki bhavana lani chahiya jis se ki o dusro ki sahayta karne ke liye sadda taiyar rahe. YE sahyod ki bhavna hi samaj ko sudharne me aham bhumika adda
Reply Report Abuse  
12-03-08 (06:47 PM)
uma sharma
sab se pehle to hume khud mai privrtn lana chahiye jo hum doosro se chahte hai wohi hum doosro se bhi umid rkh skte hai .jb hum izat chahte hai to doosro ki bhi izat krna seekhna hai.rhi bat smaj ki to yha sb ko ekta mai rehna aur sblo ek hi sutr mai bandh ke chlna bhut jruri hai.koi bhi smsya ka hal mil ker hi oska smadhan kiya ja skta hai.8th march ko 6 buzurgo ki hui atm htaya ne sabit kr diya ki sbke beech mai reh ker bhi woh kitne akele thai.onko maut ke alawa kisi mai bhi koi apnapan nhi dikha khi koi smadhan nhi mila siway maut ke gle lgane ke.hum sara dosh nojwan peedi ko deker nhi khud ko dhokha de skte.khi na khi buzurg bhi apni zid pe ad jate hai yeh to mil jul ke hi smadha kiya ja skta hai na.rhi desh ki bat to logo mai sbse pehle neta chune jane ki zimevari vote dalne ka adhikar agr koi neta theek se kam nhi krvata hmare colony mai to mil ker onko mujbur kiya ja skta hai .hmari khamoshi ko woh hmari mujboori smjhte hai tbhi to hmari colony ke sdke tooti aur onke bunglow k
Reply Report Abuse  
आप अभी 1-5 संदेश (कुल 11 संदेश) देख रहे हैं
पृष्ठ «123»